Constant of PHP
Constant of PHP PHP constant variable ka syntax es prakar likha jaata Hain:- define (name, value, case-insensitive) Ex- define (name, 500) echo num; es tarah se likhne par varible ko nahi badla ja sakta hain . par yah case-sensitive hota hain . es kami ko door Karne Ke Liye , 500 ke aage [true] likha jata hain :- define (num ,500, true) echo NUM; es tarah se likhne par varible ko bade akshar me likh kar print kara Sakte Hain Aur koi Erro Bhi Nahi Hoga . Agar parameter me true nahi dete hain to wah Default roop me 'False ' hota hain. Note: - Can't use $ sign with constat varible name. Constant variable are Global Variables . Example of Constant Variable: - Problems: - Ex: - <?php define ("test" ,50) ; define ("test", 10) ; echo test; ?> es trah se likhne par error dekhne ko milta hain kyonki constant value ...
Comments
Post a Comment