PHP Comparison Operator
Comparison Operator
Note: -
php me comparison karte hain to value false hone par output blank(space) aata hain.
Aur comparison sahi hone par output ke roop me one (1) print hota hain.
- Double equal sign (==): -
- double equal sign (==) se value barabar ho to wah 1 aur blank ke roop me (jo dikhai hi nahi deta hain) output ko show karta hain .
- Esme Data Type Equal nahi hone par bhi output jo aayega sahi hi aayega , kyonki esme value ke match hone se matlab hota hain.
- Triple Equal sign (===): -
esme 'a' ki value jo hain 'b' ke barabar ho sath hi unke data type bhi equal hone chahiye .
Tabhi Output jo aayega sahi rahega.
Example:-
Double Equal sign
<?php
$a = 10;
$b = 10;
echo $a == $b;
?>
Output:- 1.
Example:-
Double Equal sign
<?php
$a = 10;
$b = "10"; #yah jo hai string type ka data type me change ho
gaya hain jiske karan output nahi show hoga.
echo $a === $b;
?>
Output:- //(kuch nahi print hoga).
Not equal (!=):-
esme not equal sign ke hone se value jab barabar nahi hoti hain tab output eska true yani '1 ' print hoga.
Less than Greater Than (< >): -
es sign ko lagaane par value chhota ho ya bada dono me se koi ek match hone par Output true (1) print hoga.
Not + double equal sign (!==): -
Esme to value barbar hi na ho aur sath me data type bhi barabar nahi hona chahiye.
Ye criteria follow kare tabhi Output true (1) print hoga.
Greater than (>): -
esme agar 'a' ki value 'b' se bada ho tab hi output 1 print hoga .
agar condition false ho to output me kuch nahi show hoga .
Ex-
Greater than Equal to (>=): -
esme 'a' ki value bade hone ke sath barabar ho tabhi output true (1) print hoga.
Less than Equal to (<=): -
Spaceship (<=>): -
Esme 'a' ki value jo hain 'b' se chhoti hogi to Ouput jo hain -1 aayega .
Agar 'a' ki value 'b' ke barabar hoga to Answer aayega zero (0)
Tatha 'a' ki value 'b' se badi hone par output jo hain 1 print hoga .
Comments
Post a Comment