PHP Comparison Operator
Comparison Operator Note: - php me comparison karte hain to value false hone par output blank(space) aata hain. Aur comparison sahi hone par output ke roop me one (1) print hota hain. Double equal sign (==): - double equal sign (==) se value barabar ho to wah 1 aur blank ke roop me (jo dikhai hi nahi deta hain) output ko show karta hain . Esme Data Type Equal nahi hone par bhi output jo aayega sahi hi aayega , kyonki esme value ke match hone se matlab hota hain. Triple Equal sign (===): - esme 'a' ki value jo hain 'b' ke barabar ho sath hi unke data type bhi equal hone chahiye . Tabhi Output jo aayega sahi rahega. Example:...