Posts

PHP Comparison Operator

Image
 Comparison Operator  Note: -                          php me comparison karte hain to value false hone par output blank(space) aata hain.   Aur comparison sahi hone par output ke roop me one (1) print hota hain.     Double equal sign (==): -                     double equal sign (==) se value barabar ho to wah 1 aur blank ke roop me (jo dikhai hi nahi deta hain)  output ko show karta hain . Esme Data Type Equal nahi hone par bhi output jo aayega sahi hi aayega , kyonki esme value ke match hone se matlab hota hain. Triple Equal sign (===): -           esme  'a' ki value jo hain 'b' ke barabar ho sath hi unke data type bhi equal hone chahiye .  Tabhi Output jo aayega sahi rahega.                               Example:...

PHP Assignment Operators

Image
 Assignment Operators Example: -                            2.

PHP Arithmetic Operator

Image
 Arithmetic Operators Example: -

Constant of PHP

Image
 Constant of PHP PHP constant variable ka syntax es prakar  likha jaata Hain:- define (name, value, case-insensitive)   Ex- define (name, 500)            echo num;          es tarah se likhne par varible ko nahi badla ja sakta hain . par yah case-sensitive hota hain . es kami ko door Karne Ke Liye , 500 ke aage [true] likha jata hain :-             define (num ,500, true) echo NUM; es tarah se likhne par varible ko bade akshar me likh kar print kara Sakte Hain Aur koi Erro Bhi Nahi Hoga . Agar parameter me true nahi dete hain to wah Default roop me 'False ' hota hain. Note: -   Can't use $ sign with constat varible name. Constant variable are Global Variables .   Example of Constant Variable: - Problems: -   Ex: -  <?php define ("test" ,50) ; define ("test", 10) ; echo test; ?> es trah se likhne par error dekhne ko milta hain kyonki constant value ...